सुलाया है फ़क़त

सुलाया है फ़क़त पानी पिलाके उसने बच्चों को। हैं आँसू ख़ुश्क लेकिन उसकी सिसकारी नहीं जाती।। ये माँ के पाँव हैं पलकों से चूमो। तुम्हें मालूम है जन्नत यहीं...

Har eik hath me’n patthar hai

Har eik hath me’n patthar hai kya kiya jaaye Ye aayine ka muqaddar hai kya kiya jaaye…   Bana liya hai use markaz e nazar maine  Saraapa husn ka paiker hai kya kiya jaaye…   Woh chahe jaan bhi le le meri to hai manzoor Mera bharosa ussi par...

Ghazal – Aisa nahi’n salaam kiya aur guzar gaye

  ایسا نہیں سلام کیا اور گزر گئے جب بھی ملے کسی سے تو دل میں اتر گئے   کردار بیچ دینے کا انجام یہ ہوا دل میں اترنے والے نظر سے اتر گے   aisā nahīñ salām kiyā aur guzar ga.e jab bhī mile kisī se to dil meñ utar ga.e   zulm-o-sitam ke aage kabhī jo jhuke nahīñ un...

Ghazal – Ham qalandar he’n hame’n aata hai faaqah karna

  ہم قلندر ہیں ہمیں آتا ہے فاقہ کرنا ہمنے سیکھا ہی نہیں کوئی تماشہ کرنا   رازدان بن کے رہو کچھ تو سلیقہ سیکھو راز پر اتنا بھی مشکل نہیں پردہ کرنا   Hum qalandar he’n hame’n aata hai faaqah karna Hum ne seekha hi nahi’n koyi tamasha...

Ghazal – Haadasa to bas ek bahana tha

  حادثہ تو بس اک بہانہ تھا روح کو جسم چھوڈ جانا تھا   بے اثر سب دواییں ہوتی رہیں زخم کمبخت بھی پرانا تھا   Hadsaa to bas ek bahaana tha Rooh ko jism chhor jaana tha…..   Be asar sab dawaye’n hoti rahi’n Zakhm kambakht bhi puraana tha….....